Muhabbat ki duniya ka "DARVISH"
Meri likhawat hi kuch aisi hai~
Bina muhabbat kiye~
Muhabbat ka tarana likh raha hoon,
Hoon aaphe ki tarah~
Fir bhi khud ko diwaana likh raha hoon,
Muhabbat ki duniya ka-
"DARVISH" hoon mai~
Magar tab bhi muhabbat ka ashiyana~
Boon raha hoon,
Ae khuda,(2)
Kya muhabbat bakshi bhi hai~
Mukaddar me mere?
Ya bewajah he muhabbat k~
Afsane likh raha hoon...
Muhabbat ka tarana likh raha hoon,
Hoon aaphe ki tarah~
Fir bhi khud ko diwaana likh raha hoon,
Muhabbat ki duniya ka-
"DARVISH" hoon mai~
Magar tab bhi muhabbat ka ashiyana~
Boon raha hoon,
Ae khuda,(2)
Kya muhabbat bakshi bhi hai~
Mukaddar me mere?
Ya bewajah he muhabbat k~
Afsane likh raha hoon...
By-Subham Tivari
B.tech (M.E)
B.tech (M.E)
Tarana- group of words.
DARVISH- known for extreme poverty.
Mukaddar-Destiny.
Ashiyana- home.
Afsane- gazal
DARVISH- known for extreme poverty.
Mukaddar-Destiny.
Ashiyana- home.
Afsane- gazal
Comments
Post a Comment