Posts

Showing posts from October, 2014
DIL KI GEHRAYI ME NAHI , GHAMON KI MADHOSHI ME JIYA KARTA HUN, YE ROZ KA KAAM NAHI HAI -BETA, HAALAT KA MAARA HUN KABHI KABHI PIYA KARTA HUN... BY: SUBHAM TIVARI B.tech (M.E)

MUHABBAT KA BETAAJ BADSHAH

Zindagi ne aisa sila diya k waqt ne hume shayar bana diya, muhabbat ki duniya ka betaaj badshah hua karta tha, muhabbat hui bewafaa se aur khuda ne hume kayar bana diya...... BY: SUBHAM TIVARI B.tech (M.E)

ZUBAN JAL JAAYEGI

Is maasum se chehre pe Qatal ka ilzaam na rakh, chingari hai mere naam me, zuban pe aaya to zuban jal jaayegi...... BY: SUBHAM TIVARI B.tech (M.E)

SHAAM KI LAALI

Shaam ki laali me ye deedar kiska hai, tere dil ki waadiyon ko aitbaar kiska hai, tu khadi hai dur bhid se(3) tere dil k darwaje ko ye intazaar kiska hai..... BY: SUBHAM TIVARI B.tech (M.E)
suraj k saamne aasman ki surat tikti nahi, log puchte hai bhai aasman kyu nila hai,                                             are doston, chand k saamne aasman ki khubsoorti dikhti nahi.... BY: SUBHAM TIVARI B.tech (M.E)

PREM

Prem dil ki aarzo me hai, prem na kisi kom me hai, prem aapko kya batau, har ek ki rom rom me hai; Prem mata ka saboot hai, prem pita ka ashirwad hai, prem raakhi ka pratik hai, prem bhaiduj ka tyohar hai, Prem patni k roop me hai, prem insaniyat ka nata hai, prem ka matlab pata nahi, magar prem sabko aata hai.. prem sabko aata hai... BY: SUBHAM TIVARI B.tech (ME)
Jeevan me kabhi apna haq nahi chodna chahiye, kyun ki, aap kisi aur kaaran bas chodte ho aur log samajhte hai, aap haq le nahi sakte....
Rote vo hai jo dil k kamzor hote hai, Dil ko mazbut karo, Rone ki aadat khud ba khud chali jaayegi....

KABHI HUMNE NA SOCHA THA

karke beinteha mohobbat yun mukh mod loge tum, kabhi humne na socha tha... chal kar mohobbat k raste par yun akela chod doge tum, kabhi humne na socha tha.... dil ko maan kar apna yun dil ko tod doge tum, aadat daal kar apni yun tanha chod doge tum kabhi humne na socha tha..... kabhi humne na socha tha.....
Dhundhna band kar de mujh jaisa kaafir ae dost..., Jis din hadtaal thi duniya me, Us din hum paida huve the........